Roman script

jisne dil ko aansu bakshe 

gam jiska nazrana hai 

jisne dil ko aansu bakshe 

gam jiska nazrana hai 

ab tak uska dam bharta hai 

dil bhi kya diwana hai 

jisne dil ko aansu bakshe 

gam jiska nazrana hai

jisne dil ko 

sadiya guzri phool khile the 

jivan ki angnaai me 

aa jati hai yaade jnki 

jane kyon tanhaai me 

asqo ke khamosh labo par 

asqo ke khamosh labo par 

aaj bhi ek afsana hai 

jisne dil ko aansu bakshe 

gam jiska nazrana hai

jisne dil ko 

rato ka sannata jaise 

samjhata ho raaz koi 

yu lagta hai aaj ki 

jaise deta ho aawaz koi 

na jane takdeer ne dil ki 

na jane takdeer ne dil ki 

kab tak thokar khani hai 

jisne dil ko aansu bakshe 

gam jiska nazrana hai

jisne dil ko 

is nagri me majbooro ko 

chahat ka adhikar kaha

jis duniya ki reet ho nafrat 

us duniya me pyar kaha 

is pagal ko kya samjhau 

is pagal ko kya samjhau 

bhola hai anjana hai

jisne dil ko aansu bakshe 

gam jiska nazrana hai

ab tak uska dam bharta hai 

dil bhi kya diwana hai 

jisne dil ko

Explore this song