Roman script

jise hum yad karte hai

hame usne bhulaya hai

jise hum yad karte hai

hame usne bhulaya hai

jise dil me basaya tha

usi ne dil ye jalaya hai

khilone ki tarah dil kyu

hamara tod dala hai

khilone ki tarah dil kyu

hamara tod dala hai

samjh kar khel ulfat ko

samjh kar khel ulfat ko

bada bachpan dikhaya hai

jise hum yad karte hai

hame usne bhulaya hai

jamane ne mohabbat ko

kharida haye daulat se

jamane ne mohabbat ko

kharida haye daulat se

jise apna samjhte hai

jise apna samjhte hai

wahi jalim paraya hai

jise hum yad karte hai

hame usne bhulaya hai

suna gum ki kahani ko

suna gum ki kahani ko

rula deti hai pathar ko

rula deti hai pathar ko

Explore this song