Roman script

tavmev mata cha pita tavmev

tavmev bandhu sh ch sakha tavmev

tavmev vidya drvinam tavmev

tavmev sarwam mam dev dev

jinke hirday me shari ram base

tum or ko nam liyo na liyo

jinke hirday me shari ram base

tum or ko nam liyo na liyo

jinke hirday me shari ram 

tum or ko nam liyo na liyo

koi mange kanchan si kaya

koi mang raha parabhu se maya

koi punay kare koi dan kare

koi dan ka roz bakhan kare

jin kanya dhan ko dan diyo

jin kanya dhan ko dan diyo

un or ko dan diyo na diyo

jinke hirday me shari ram

koi ghar me baitha naman kare

koi hari mandir me bhajan kare

koi ganga jamuna snan kare

koi kashi jake dhyan dhare

jin maat pita ki sewa ki 

jin maat piat ki sewa ki

un tirth snan kiyo na kiyo

jinke hirday me shari ram base

tum or ko nam liyo na liyo

jinke hirday me shari ram

Explore this song