Roman script

jhule me pawan ke aayi bahaar

naino me naya rang laayi bahaar

pyaar chhalke ho pyaar chhalke

o dole man mora sajna

dole man mora, ho ji ho

dole man mora sajna chunriya baar-baar dhalke

jhule me pawan ke aayi bahaar

pyaar chhalke ho pyaar chhalke

o o o

meri taan se uncha tera jhulna gori 

meri taan se uncha tera jhulna gori 

mere jhulne ke sang tere pyaar ki dori 

mere jhulne ke sang tere pyaar ki dori 

tu hai jivan singaar, pyaar chhalke

jhule me pawan ke aayi bahaar

pyaar chhalke ho pyaar chhalke

o o o

baadal jhum ke aaye gaagar pyaar ki laaye

baadal jhum ke aaye gaagar pyaar ki laaye

koyal kukati jaaye ban me mor bhi gaaye

koyal kukati jaaye ban me mor bhi gaaye

chhede ham-tum malhaar, pyaar chhalke

aa aa aa chhede ham-tum malhaar

jhule me pawan ke aayi bahaar

naino me naya rang laayi bahaar

pyaar chhalke ho pyaar chhalke

ho ho pyaar chhalke, ho ho pyaar chhalke

ho ho pyaar chhalke

Explore this song