Roman script

jiwan ki bina ka tar bole

sanso ke sur ka singar bole

hariday ki dhadkan me pyar bole

jane kya bole kya bole kya bole kya bole

ho jane kya bole kya bole kya bole

kisne suna ke surili si tan

mere kano me ras diya ghol re

kiski rashili tarango ne mere

dil ko kiya dawa dol re

dil ko kiya dawa dol re

man ki chaman ki bahar bole

koyal ki mithi pukar bole

jhanjhar ki jhan jhan jhankar bole

ho jane kya bole kya bole kya bole

ho jane kya bole kya bole kya bole

sagar ki lahre sunaye re sargum

badal ka rang hua lal re

kaisa ye geet aaj gaya gagan ne

dharti bhi dene lagi tan re

dharti bhi dene lagi tan re

chanda ki kirno ka har bole

ithlate jharno ki dhar bole

man ka papiha bar bar bole

jane kya bole kya bole kya bole kya bole

jane kya bole kya bole kya bole kya bole

jiwan ki bina ka tar bole

sanso ke sur ka singar bole

hariday ki dhadkan me pyar bole

jane kya bole kya bole kya bole kya bole

ho jane kya bole kya bole kya bole

Explore this song