Roman script

jit hi lege baaji ham tum, khel adhuraa chhute na 
pyaar ka badhan, janm ka badhan 
janm ka badhan tute na, badhan tute na 
jit hi lege baaji ham tum, khel adhuraa chhute na 
pyaar ka badhan, janm ka badhan 
janm ka badhan tute na
milta hai jaha dharati se gagan
milta hai jaha dharati se gagan, aao wahi ham jaye 
tu mere liye, mai tere liye 
tu mere liye, mai tere liye
is duniya ko thukaraye, is duniya ko thukaraye 
dur basa le dil ki jannat
jisko zamana lute na, pyar ka bandhan, janm ka bandhan 
janm ka bandhan tute na, pyar ka bandhan tute na
milne ki khushi na milne ka gam, khatm ye jhagde ho jaye 
milne ki khushi na milne ka gam, khatm ye jhagde ho jaye 
tu tu na rahe, mai mai na rahu 
tu tu na rahe, mai mai na rahu
ik duje mai kho jaye, ik duje mai kho jaye
main bhi na chhodu pal bhar daaman 
main bhi na chhodu pal bhar daaman 
tu bhi pal bhar ruthe na, pyar ka bandhan, janm ka bandhan 
janm ka bandhan tute na, pyar ka bandhan tute na
pyar ka bandhan, janm ka bandhan
janm ka bandhan tute na, pyar ka bandhan tute na
pyar ka bandhan tute na

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

actor: Dharmendra, Tarla Mehta, M Rajan