Roman script

ubi aankho me tuti huye neend hain 

rang alag sa, alag si hain jivan ki laiy

ubi aankho me tuti huye neend hain 

rang alag sa, alag si hain jivan ki laiy

ubi aankho me

jeene marne ke chakkar ka anjaam kya 

jeene marne ke chakkar ka anjaam kya 

ye samay kya, savera kya, ya shaam kya 

reet kaisi hain ye, kya tamasha hain ye 

kaisa sidhant hai, kaisa ye insaaf hain 

kitane dil hain, ke jinme hain chingariya 

kitane dil hain, ke jinme hain chingariya 

dekhne ko sabhi kuchh bahut shant hain

ubi aankho me tuti huye neend hain 

rang alag sa, alag si hain jivan ki laiy

ubi aankho me

sar chhupane ko chhaya nahi na sahi 

bas hi jayegi basti koi fir nayi 

apne hatho me shakti hain baaki abhi 

julm ke kaale ghere ukhad jaayenge 

sah chuke ham bahut, ab na sah paayenge 

na sah payenge 

praan jaaye magar, ab to lad jaayenge 

kaali raato ke pichhe, savera bhi hain 

koi sundar bhavisy, tera mera bhi hain

kaali raato ke pichhe, savera bhi hain 

koi sundar bhavisy, tera mera bhi hain

kaali raato ke pichhe, savera bhi hain

Explore this song