Roman script

jeene ka raaz meine 

mohabbat mein pa liya 

jeene ka raaz meine 

mohabbat mein pa liya 

jiska bhi gum hua 

use apna bana liya 

tum gum ka bujh 

ro ke bhi halka na kar sake 

tum gum ka bujh 

ro ke bhi halka na kar sake 

maine hansi ki aad mein 

har gum chhupa liya 

meine hansi ki aad mein

har gum chhupa liya

sunne ko jab na koi mila 

dastane gum 

aaina rakh ke saamne 

khud ko suna liya 

aaina rakh ke saamne 

khud ko suna liya 

jeene ka raj maine 

mohabbat mein pa liya

Explore this song