Roman script

jaao o

jaao chamka subah ka sitara 

jaao chamka subah ka sitara 

phir judai ne aake pukara

jaao chamka subah ka sitara 

dekh lo humko ji bhar ke dilbar

dekh lo humko ji bhar ke dilbar

kal na palte kahin ye mukaddar 

kal na palte kahin ye mukaddar 

phir na mumkin ho aana dubara

jaao chamka subah ka sitara 

prem ke phul ek din khilenge

prem ke phul ek din khilenge

ya na mil paye to wa milenge

ya na mil paye to wa milenge

premiyo ko yahi hai sahara

jaao chamka subah ka sitara 

aate rahte hain tufan barabar

aate rahte hain tufan barabar

kyun ubalta nahi prem sagaar

kyun ubalta nahi prem sagaar

dub jaye toh paye kinara

jaao chamka subah ka sitara 

jaao chamka subah ka sitara

Explore this song