Roman script

jaano na jaano piya main to chali re
chhod ke tumhari nagariya
dil ko thame huye majbur chale jayenge
chale jayenge
teri mehfil se kahin dur chale jayenge
chale jayenge
dil ko thame huye
tere kadmo me zamana rahe par hum na rahe 
aur hum na rahe agar tujhe hai yahi manjur
chale jayenge chale jayenge
agar tujhe hai yahi manjur
chale jayenge chale jayenge
dil ko thame huye
agar lagi raah me thokar to dua denge tujhe
dua denge tujhe
hum nibhate yahi dastur
chale jayenge chale jayenge
hum nibhate yahi dastur
chale jayenge chale jayenge
dil ko thame huye

Song details

Song video

Watch on YouTube