Roman script

o jane wale ye jawani char din ki

jane wale ye jawani char din ki

ye jawani char din ki

jane wale ye jawani char din ki

ye jawani char din ki

hasne gane ki kahani char din ki

ye kahani char din ki

hasne gane ki kahani char din ki

ye kahani char din ki

do din sukh ke do din dukh ke

pal bhar mauj bahar

ha ha ha ha ha 

do din sukh ke do din dukh ke

pal bhar mauj bahar

dhale jawani chade budhapa

dhale jawani chade budhapa

karle na tu pyar

jane wale ye jawani char din ki

ye jawani char din ki

ye jawani char din ki

rup khila kahi dhup khili

hai masti ka baazar

rup khila kahi dhup khili

hai masti ka baazar

pyar se dunia me bik jata

bina mol sansar

pyar se dunia me bik jata

bina mol sansar

jane wale ye jawani char din ki

ye jawani char din ki

ye jawani char din ki

ye jawani ye jawani ek lahar hai

jyu badal ki chaya

rang raliya karle tu bande

rang raliya karle tu bande

tarsegi phir kaya

jane wale ye jawani char din ki

ye jawani char din ki

ye jawani char din ki

Explore this song