Roman script

jane kaha gaye vo din, kahte the teri raah me

nazro ko ham bichhaenge

chahe kahi bhi tum raho, chahenge tumko umr bhar

tumko na bhul paenge

mere kadam jaha pade, sajde kiye the yaar ne

mujhko rula rula diya, jati hui bahar ne

jane kaha gaye vo din, kahte the teri raah me

nazro ko ham bichhaenge

chahe kahi bhi tum raho, chahenge tumko umr bhar

tumko na bhul paenge

apani nazar me aaj kal, din bhi andheri raat hai

saya hi apne sath tha, saya hi apne sath hai

jane kaha gaye vo din, kahte the teri raah me

nazro ko ham bichhaenge

chahe kahi bhi tum raho, chahenge tumko umr bhar

tumko na bhul paenge

kal khel me hum ho na ho gardish me tare rahenge sada

bhuloge ke tum, bhulenge vo

par hum tumhare rahenge sada

rahenge yahi apne nisha, iske siva jana kahan

ji chahe jab humko aawaz do

hum hai wahi hum the jaha

apne yahi dono jaha iske siva jana kahan

kal khel me hum ho na ho gardish me tare rahenge sada

kal khel me hum ho na ho gardish me tare rahenge sada

bhuloge ke tum, bhulenge vo

par hum tumhare rahenge sada

rahenge yahi apne nisha, iske siva jana kahan

jeena yaha marna yaha, iske siva jana kahan

Explore this song