Roman script

janam janam ka saath hai tumhara hamara tumhara hamara

agar na milte is jivan me lete janam dubara

jabse ghume dharati suraj chaand sitare

ho..jabse ghume dharati suraj chaand sitare

tabse meri nigahe samjhe tere ishare

rup badal kar saajan maine phir se tumhe pukara

janam janam ka saath hai tumhara hamara tumhara hamara

pyar ke pankh lagake dur kahi ud jaye

ho.. pyar ke pankh lagake dur kahi ud jaye

jaha hawaye gam ki hum tak pahunch na paye

khushiyo ki khushboo se mahake ghar sansar hamara

janam janam ka saath hai tumhara hamara tumhara hamara

agar na milte is jivan me lete janam dubara

janam janam ka saath hai tumhara hamara tumhara hamara

tumhara hamara tumhara hamara

Explore this song