Roman script

jala do jala do jala do jala do jala do dunia yahi dunia hai to

dunia jala do aag laga do jala do jala do 

jala do dunia yahi dunia hai to

dunia jala do aag laga do jala do jala do 

har sapna jale arman jale insan jale bhagwan jale 

har sapna jale arman jale insan jale bhagwan jale 

har dil ko har ek sine ko samsan bana do jala do jala do 

jala do dunia yahi dunia hai to

dunia jala do aag laga do jala do  jala do 

aasan hai jalna bhi aasan jalana bhi

ae kash tujhe aata sansar basana bhi

aasan hai jalna bhi aasan jalana bhi

ae kash tujhe aata sansar basana bhi

aasan hai jalna bhi kyu pi gaya ghabara ke 

zahar etna tu nafrat ka thoda sa mila leta 

amrit bhi mohabbat ka taskin bhi mil jati 

jine ka bahana bhi aasan hai jalna bhi 

aasan jalana bhi ae kash tujhe aata 

sansar basana bhi aasan hai jalna bhi

ek roj yahi sehara tha chaman 

thi kitni khushi the kitne magan ek roj yahi sehara tha chaman 

thi kitni khushi the kitne magan kyu ruth gaye mujhse vo din 

koi to bata de jala do jala do jala do dunia yahi dunia hai to

dunia jala do aag laga do jala do jala do 

aasan hai jalna bhi aasan jalana bhi

ae kash tujhe aata sansar basana bhi

aasan hai jalna bhi aasan jalana bhi

ae kash tujhe aata sansar basana bhi

aasan hai jalna bhi ye ashak kabhi dil me tufan uthayenge 

jo ruth gaye tujhse vo lot bhi aayenge 

hai khel mukadar ka bicchado ko milana bhi

aasan hai jalna bhi aasan jalana bhi

ae kash tujhe aata sansar basana bhi

aasan hai jalna bhi aasan jalana bhi

Explore this song