Roman script

jai jai bharat desh hamara jai jai bharat desh

payar shanti ka duniya ko deta hai sandesh

jai jai bharat desh hamara jai jai bharat desh

hue yaha par balak neta

law kush jaise veer vijeta

maut se takkar lene wale

dhruv parlad sawran nachketa

haunhar se amar shahido ka 

ye pyara desh

jai jai bharat desh hamara jai jai bharat desh

ram karishan gautam gandhi ne 

is dharti par janam liya

veer bharat ke parakarmo ne

bharat bhumi ise nam diya

is dharti ke bache degaye jag ko yah aadesh

jai jai bharat desh hamara jai jai bharat desh

sita tara savitri thi veer hamari mata

jin jin ke itihas amar hai unse hamara nata

sadiyo se ye desh hai deta jag ko yahi updesh

jai jai bharat desh hamara jai jai bharat desh

Explore this song