Roman script

jaha bhi dekha unhe sar jhuka diya maine

jaha bhi dekha unhe sar jhuka diya maine

ye kya kiya ki khud hi ko mita diya maine

jaha bhi dekha

chaman se door bhi rahkar are chaman waalo

kali ko phul ko hansna sikha diya maine

kali ko phul ko hansna sikha diya maine

kali ko phul ko

tadap ke laakh gire bijaliya to kya gam hai

khud apne hatho khud apne hatho

khud apne hatho

nashe man jala diya maine

khud apne hatho

nashe man jala diya maine

khud apne hatho

gira bhi rahne do ishrat safina tufa me

har ek mauj ko sahil bana diya maine

har ek mauj ko sahil bana diya maine

jaha bhi dekha unhe sar jhuka diya maine

jaha bhi dekha

Explore this song