Roman script

jago jago jago subah ho gayi jaldi se le lo chay thandi ho gayi

jago jago jago subah ho gayi jaldi se le lo chay thandi ho gayi

murga bole kuduku hua savera soye kyun

kaam pe hai jana deri ho gayi nikal padi

jago jago jago subah ho gayi 

jaldi se le lo chay thandi ho gayi

ae hiro jaag ja chal fut bhaag ja mere piche kyu pada hai 

vo bhi to soya pada hai ae vilan badshah ye kya karta hai

are kasrat karta hai dekhta nahi kya tu are ye kaise hota hai 

pet me kasrat hota hai ye to maine pehli baar dekha hai 

jago jago jago subah ho gayi jaldi se le lo chay thandi ho gayi

murga bole kuduku hua savera soye kyun

kaam pe hai jana deri ho gayi 

jago jago jago subah ho gayi 

jaldi se le lo chay thandi ho gayi

om nam shivay om nam shivay om namah aye pandit chay

abey oye chay upar rakh na dikhta nahi puja karta hu 

are manajer kaha gaya vo to office gaya hai 

oye chotu aaya hai kya chay laya hai ye aawaz kidhar se aaya

chotu chini dal ke ache se hila de

idhar se chaay meri mujhe pakda de 

sabhash nikal padi jago jago jago subah ho gayi 

jaldi se le lo chay thandi ho gayi

oye vilan kayi baar bola tujhe aisa mat kiya kar 

meri chaddi or banyaan mat 

liya kar maine kab liya be usse pooch

aye manegar mera saabun tune liya chhi thuu 

tera saabun maine liya tera saabun maine liya 

tere gande saabun se kaun nahaaye badbu paseene ki usse to aaye 

arey arey theek se pooja to karne 

do mujhe sara din jhagda hi karoge

kya hai arey sala abhi tak ladela hai tum log arey chotu arey teri to 

aye aye apun ko hath nahi lagana 

baniya neeche khada hai saala paisa maangega

lagta hai aaj to chutti ho gayi aye hero aye vilan pandit manegar 

subah subah jaata hai kidhar bhaag 

kar pichla udhaar mera chukta karo 

baad me chahe jaha rasta karo arey 

deta hai na deta hai na ek do din me 

deta hai na arey de denge na de 

denge na ek do din me de denge na 

arey chup aye hero aisi jaldi me kahaa jaata hai kya bolta hai 

cutting karwata hai asha kat sharukh kat kar dunga fata fat 

kat kat kat kat kar dunga jhatpat 

are nahi nahi nahi nahi bhai zara

peeche hat saala dekho to sala 

baal bhi le jaayga maal bhi le jaayega

dhanda tera accha har haal me 

kamayga or apun ko dekha aata bhai 

saala roz lagaayega roz haar jaayega 

pandit ji namaste namaste bhai arey tumko bhi namaste 

ye haath ye hath mujhe dikha de kaaliya jo bhi subah subah

mujhe haath dikhaayega apna bhawishye wo abhi jaan jaayega 

dekhna tu kaaliya se saala khaayega gaaliya aaj tujhe upar wala 

kuch dene wala hai sachi muchi sachi muchi kuch dene wala hai 

aaj tujhe upar wala kuch dene 

wala hai chappar faad ke hi kuch hone 

wala hai dekha marwa diya na 

kaaliya ko apun ko to pehle ich maalum

tha aye chachi aye mosi chale ham 

kaam ko to jaao mere bacche jaao 

dua karo khush hoke laute ham 

shaam ko ha beta sab accha hoga 

dekhna aye chachi aye mosi chale 

ham kaam ko dua karo khuch hoke 

laute ham shaam ko theek hoga theek hoga kuch to sabar rakh 

jo bhi hoga aacha hoga chamkegi 

kismat sabki duaaye lo best of luck

Explore this song