Roman script

jab tak khada himalya hai jab tak ganga me pani

amar rahegi is jag me satiyo ki amar kahani

satiyo ki amar kahani satiyo ki amar kahani

amar kahani, amar kahani

ek sati sita ji jiske naam ko kare parnam

pati ki agya maan ke jisne choda ayodya dham

garabh me balak parbhu hi palak

kaha kare vishram

ban ko viyogan chali ramakar

rom rom me ram

lagi bitane din kutiya me vo mahalo ki rani

amar rahegi is jag me satiyo ki amar kahani

satiyo ki amar kahani, satiyo ki amar kahani

amar kahani, amar kahani

Explore this song