Roman script
jab tak jage chand gagan me jab tak jage chand gagan me mere chand mere chand mere chand tum sona nahi jab tak jage chand gagan me jhilmil tare karte ishare milan ki ghadiya khona nahi jab tak jage chand gagan me mere chand tum sona nahi najar milan aisi chandni bar bar chayegi nahi aayengi waise rate hazaro aisi rat aayegi nahi jab tak jage chand gagan me mere chand tum sona nahi sapno se jisko maine sajaya tute wo man ka khilona nahi vinti kare meri bindiya piya aaj nindiya ki nagri me khona nahi jab tak jage chand gagan me mere chand mere chand mere chand tum sona nahi jab tak jage chand
Song details
- Singer: Lata Mangeshkar
- Film / album: Shiv Kanya (1954)
- Composer: Manna Dey
- Lyricist: Bharat Vyas
- Actor: Trilok Kapoor
- Actor: Nirupa Roy
- Actor: Lalita Pawar
- Actor: Shakuntala Paranjpye
- Actor: Vivek
Song video
actor: Nirupa Roy, Trilok Kapoor