Roman script

jab sham ka suraj dhalta hai 
jab sham ka suraj dhalta hai 
chhup chhup ke chand ke saye mein 
ye mujhe pukara karta hai 
jab sham ka suraj dhalta hai 
chhup chhup ke chand ke saye mein 
ye mujhe pukara karta hai 
jab sham ka suraj dhalta hai
jab hosh mein tare aate hai 
besud raat ho jati hai 
jab hosh mein tare aate hai 
jab hosh mein tare aate hai 
besud raat ho jati hai 
mere kano mein dhire dhire 
aawaz kisi ki aati hai 
jab sham ka suraj dhalta hai 
chhup chhup ke chand ke saye mein 
ye mujhe pukara karta hai 
jab sham ka suraj dhalta hai 
kai aankh jara si lag jaye 
sapno ki rani aati hai 
kai ankho jara si lag jaye 
sapno ki rani aati hai 
main unse aankh charata hu 
ulphat ke ye khwab sajti hai 
jab sham ka suraj dhalta hai 
chhup chhup ke chand ke saye mein 
ye mujhe pukara karta hai 
jab sham ka suraj dhalta hai

Song details

Song video

Watch on YouTube