Roman script

khale tu kasam rakh ke dil pe mere hath 
kasam kya hai khale hum jahar bhi tere sath
mitate hi garaj tu mane na meri bat 
are tu agar kahe to maanu main din ko bhi raat 
jab se hua lichhu lichhu ladke pade pichhu pichhu 
ghar se agar main jaau kahi 
daste hai ban ke bichhu bichhu 
school na hum jaiyenge cool sab se baniyenge 
bas tere se padhiyenge romance ka path 
school na hum jaiyenge cool sab se baniyenge 
bas tere se padhiyenge romance ka path 
kahte hai sab kya ye ladki hai 
chij badi ye to tagadi hai 
kahte hai sab kya ye ladki hai 
chij badi ye to tagadi hai 
kuch na main kahati sab baate sahti
najare kiye apni nichu nichu 
jab se hua lichhu lichhu ladke pade pichhu pichhu 
ghar se agara main jaau kahi 
daste hai ban ke bichhu bichhu 
school na hum jaiyenge cool sab se baniyenge 
bas tere se padhiyenge romance ka path 
school na hum jaiyenge cool sab se bahiyenge 
bas tere se padhiyenge romance ka path

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Nehha Rajpal, Amit Kumar, Sunidhi Chauhan