Roman script

jab se gaya ladakpan mera ki bairi hua jamana re

ghar walo ne mana kar diya kahi mera aana jana re

ho koi mile nahi man ka kanhaiya 

purab paschim dhundhe baba bhaiya

mai jab sou dekh ke chanda sapne me koi aaye

pakad ke baiya neem ki chaiya haye mohe le jaye

papi chode na hamri kalaiya

mai to jag jau nindiya se dayya

papi chode na hamri kalaiya

mai to jag jau nindiya se dayya

jab se gaya ladakpan mera ki bairi hua jamana re

jab se gaya ladakpan mera ki bairi hua jamana re

gora mukhada dekh ke mera chalta raahi ruk jaye

paas padoshi tana mare haye haye haye

mose saha nahi jaye log kahe suno o meri gaiya

mat chamko bijuriya ki nayya log kahe suno o meri gaiya

mat chamko bijuriya ki nayya

jab se gaya ladakpan mera ke bairi hua jamana re

jab se gaya ladakpan mera ke bairi hua jamana re

ghar walo ne mana kar diya kahi mera aana jana re

ho koi mile nahi man ka kanhaiya 

purab paschim dhundhe baba bhaiya

ho koi mile nahi man ka kanhaiya 

purab paschim dhundhe baba bhaiya

jab se gaya ladakpan mera ki bairi hua jamana re

jab se gaya ladakpan mera ki bairi hua jamana re

Explore this song