Roman script

jab jab phul khile 
jab jab phul khile tujhe yad kiya hamne
jab jab phul khile 
dekh akela hame 
dekh akela hame, hame gher liya gum ne
jab jab phul khile 
man ko maine lahk manaya par ab to hai wo bhi paraya
man ko maine lahk manaya par ab to hai wo bhi paraya
jakham kiye naasur
jakham kiye naasur teri yad ke marhum ne
jab jab phul khile 
milne ke hai lahk bahane lekin man ka meet na mane
milne ke hai lahk bahane lekin man ka meet na mane
dil toda har bar 
dil toda har bar mere bhole humdam ne
jab jab phul khile 
dekh akela hame, hame gher liya gum ne
jab jab phul khile 
pathar dil takdir mili hai pairo me janjir mili hai
pathar dil takdir mili hai pairo me janjir mili hai
raz mere dil ke 
raz mere dil ke kahe roke shabnam ne
jab jab phul khile 
jab jab phul khile tujhe yad kiya hamne
jab jab phul khile

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Talat Mahmood, Lata Mangeshkar

actor: Dilip Kumar, Nalini Jaywant