Roman script

jab chhaye kabhi saawan ki ghataa

ro ro ke na karna pyaar mujhe

ae jaane tamanna gham tera

karde na kahin barbaad mujhe

jab chaaye kabhi saawan ki ghataa

jo mast bahaare aayi thi

wo ruth gayi us gulshan se

jo mast bahaare aayi thi

wo ruth gayi us gulshan se

jis gulshan me do din ke liye

kismat ne kiya aabaad mujhe

jab chaaye kabhi saawan ki ghataa

wo raahi hoon pal bhar ke liye

jo zulf ke saaye me thehra

wo raahi hoon pal bhar ke liye

jo zulf ke saaye me thehra

ab le ke gayi hai peer kahin

ab ishq teri bedaag mujhe

jab chaaye kabhi saawan ki ghataa

ae yaade sanam ab laut bhi jaa

kyun aa gayi tu samjhaane ko

ae yaade sanam ab laut bhi jaa

kyun aa gayi tu samjhaane ko

mujhko mera gham kaafi hai

tu aur na kar nashaad mujhe

jab chaaye kabhi saawan ki ghataa

ro ro ke na karna pyaar mujhe

ae jaane tamanna gham tera

karde na kahin barbaad mujhe

jab chaaye kabhi saawan ki ghataa

Explore this song