Roman script

jab badal lehraya jiya jhum jhum ke gaya

jab badal lehraya jiya jhum jhum ke gaya, gaya balma

aaja sanam teri kasam machalti raat hai

jab badal lehraya

bikhare julfe chal matbhari rang ye gora gora

bikhare julfe chal matbhari rang ye gora gora

badle me ja chand chup gaya dekh ke mukhda mora, mora balma

aaja sanam teri kasam machalti raat hai

jab badal lehraya jiya jhum jhum ke gaya, gaya balma

aaja sanam teri kasam machalti raat hai

jab badal lehraya

tadpe arma dil me har ghadi dard ho thoda thoda

maine ab to tujhse haye re pyar ka nata joda, joda balma

aaja sanam teri kasam machalti raat hai

jab badal lehraya jiya jhum jhum ke gaya, gaya balma

aaja sanam teri kasam machalti raat hai

jab badal lehraya

saiya mai to teri ho gayo hosh bhi apna bhula

saiya mai to teri ho gayo hosh bhi apna bhula

badli me ja chand chup gaya dekh ke mukhda mora, mora balma

aaja sanam teri kasam machalti raat hai

jab badal lehraya jiya jhum jhum ke gaya, gaya balma

aaja sanam teri kasam machalti raat hai

jab badal lehraya

Explore this song