Roman script

jaate jaate pardesiya chhod gaya rumal 
na choda koi pata thikana chhod gaya khayal 
jaate jaate pardesiya chhod gaya rumal 
na choda koi pata thikana chhod gaya khayal 
meri sansu ka chokra 
meri sansu ka chokra kar gaya bura haal 
meri sansu ka chokra kar gaya bura haal 
jaate jaate pardesiya chhod gaya rumal 
na choda koi pata thikana chhod gaya khayal 
ankho se masti chaalke hontho se mandira tapke 
dil mera dhak dhak dhadke ye anchaal mera sarke 
ankho se masti chaalke hontho se mandira tapke 
dil mera dhak dhak dhadke ye anchaal mera sarke 
din mahine guzar gaye bete na ab saal re 
meri sansu ka chokra 
meri sansu ka chokra kar gaya bura haal 
meri sansu ka chokra kar gaya bura haal 
jaate jaate pardesiya chhod gaya rumal 
na choda koi pata thikana chhod gaya khayal 
bahoon me arma machle dil mera ab ye fisle 
ye paon bhi mere behke sine me shola bhadke 
bahoon me arma machle dil mera ab ye fisle 
ye paon bhi mere behke sine me shola bhadke 
athra saal ki meri umariya ji ka hai janjaal re 
meri sansu ka chokra 
meri sansu ka chokra kar gaya bura haal 
meri sansu ka chokra kar gaya bura haal 
jaate jaate pardesiya chhod gaya rumal 
na choda koi pata thikana chhod gaya khayal 
meri sansu ka chokra 
meri sansu ka chokra kar gaya bura haal 
meri sansu ka chokra kar gaya bura haal 
jaate jaate pardesiya chhod gaya rumal 
na choda koi pata thikana chhod gaya khayal

Song details

actor: Mithun Chakraborty, Ravi Kishan