Roman script

jana tumhare pyar me saitan ban gaya hu

kya-kya banna chaha tha beiman ban gaya hu

jana jana tumhare pyar me saitan ban gaya hu

kya-kya banna chaha tha beiman ban gaya hu

jana jana tumhare pyar me

hum to diwane hai tere nam ke

dil luta baithe hai jigar tham ke

hum to diwane hai tere nam ke

dil luta baithe hai jigar tham ke

ishk ne hamko nikamma kar diya

warna hum bhi admi the kam ke

itna mai gir chuka hu ke haiwan ban gaya hu

kya-kya banna chaha tha beiman ban gaya hu

jana jana tumhare pyar me saitan ban gaya hu

kya-kya banna chaha tha beiman ban gaya hu

jana jana tumhare pyar me

ab to bas pathar ki ek taswir hu

ya samjh lo ek boot-e-peer hu

ab to bad pathar ki ek taswir hu

ya samjh lo ek boot-e-peerr hu

apne pairo bandh gayi jo pyar me

ek aisi uljhi hui janjir hu

halat ko apni dekh ke hairan ban gaya hu

kya-kya banna chaha tha beiman ban gaya hu

jana jana tumhare pyar me saitan ban gaya hu

kya-kya banna chaha tha beiman ban gaya hu

jana jana tumhare pyar me

Explore this song