Roman script
ja tose nahi bolu kanahiya ja tose nahi bolu kanahiya rah chalat pakde mori baiya rah chalat pakde mori baiya ja tose nahi ja ja tose nahi ja tose nahi bolu kanahiya ruthi radhike karishan manawat murli ki sogandh uthakar ruthi radhike ruthi radhike karishan manawat murli ki sogandh uthakar aa manat nahi radha manat nahi radha manat nahi radha ja ja ja ja tose nahi bolu kanahiya rah chalat pakde mori baiya rah chalat pakde mori baiya ja tose nahi ja ja tose nahi ja tose nahi bolu kanahiya jhunak jhunak jab chudiya khanki lahar lahar odhaniya lahki jhunak jhunak jab chudiya khanki jhunak jhunak jab chudiya khanki lahar lahar odhaniya lahki mare thanka dha dha dha dine da man gayi radha man gayi radha man gayi radha ja tose nahi bolu kanahiya ja tose nahi bolu kanahiya rah chalat pakde mori baiya rah chalat pakde mori baiya ja tose nahi ja ja tose nahi ja tose nahi bolu kanahiya
Song details
- Singer: Manna Dey
- Singer: Lata Mangeshkar
- Film / album: Parivaar (1956)
- Composer: Salil Chowdhury
- Lyricist: Shailendra
- Actor: Jairaj
- Actor: Usha Kiran
- Actor: Anwar
- Actor: Durga Khote
- Actor: Sajjan
- Actor: Agha
- Actor: Hiralal
- Actor: Kamal
- Actor: Dhumal
Song video
singer: Manna Dey, Lata Mangeshkar