Roman script

ja parwane ja ja, ja parwane ja

kahi shama jal rahi hai, kahi shama jal rahi hai

ja re bhawre ja, ja re bhawre ja

kahi kali khil rahi hai, kahi kali khil rahi hai

ja parwane ja ja, ja parwane ja

pankh kate hai parwane ke, pankh kate hai parwane ke

aur shama hai dur, aur shama hai dur

jalne ko bechain hai phir bhi, jalne ko bechain hai phir bhi

udne se majbur, udne se majbur

ja parwane ja, ja parwane ja

kahi hawa chal rahi hai, kahi hawa chal rahi hai

ja parwane ja ja parwane ja

ye to shama ki reet purani, ye to shama ki reet purani

jal jal ke bujh jaye, jal jal ke bujh jaye

parwane ki preet diwani, parwane ki preet diwani

hans hans pankh jalaye, hans hans pankh jalaye

gaa diwane ga ga diwane ga, kahi aankh dhal rahi hai

kahi aankh dhal rahi hai, ja parwane ja

Explore this song