Roman script

juniya o muniya ye kaun aaya 

dekho ji dekho ji sher aaya 

iski munchh dekho, jaise bigade navab 

iski patali kamar, jaise shayar ke haath 

iske kaan dekho ki iske naak dekho 

ki iski dum dekho, dum dekho dum dekho 

are ja ja ja na chhed maan bhi ja

are ja ja ja na chhed maan bhi ja 

hame ffir fir na gher maan bhi ja 

kahi bigade na sher maan bhi ja 

ho kahi bigade na sher maan bhi ja 

karo hamse na fer dekh liya 

bade aaye dile re dekh liya 

ye kagaj ka sher dekh liya

ye kagaj ke sher dekh liya 

dekh liya dekh liya

dekh liya ji dekh liya 

are ja ja ja na chhed maan bhi ja 

hame ffir fir na gher maan bhi ja 

kahi bigade na sher maan bhi ja 

ho kahi bigade na sher maan bhi ja 

are sau sau bhesh badal ke, tum hamko chhalne aaye 

kya kya baate banayi, kya kya sapne dikhlaye 

are are sau sau bhesh badal ke, tum hamko chhalne aaye 

kya kya baate banayi, kya kya sapne dikhlaye 

kispe bhala ye jadu chala wo rah gaye 

wo rah gaye jaal bichhaye 

are ja ja ja na chhed maan bhi ja 

hame ffir fir na gher maan bhi ja 

kahi bigade na sher maan bhi ja 

ho kahi bigade na sher maan bhi ja 

agu bai agu bai 

are ham to ramte jogi, chal denge desh paraye 

jab ud jayega panchhi, tab kya hoga pachhtaye 

are ham to ramte jogi, chal denge desh paraye 

jab ud jayega panchhi, tab kya hoga pachhtaye

chhodo ye khel kar lo ji mel kahi mausam 

kahi mausam na chala jaaye 

karo hamse na fer dekh liya 

bade aaye diler dekh liya 

ye kagaj ka sher dekh liya

ye kagaj ke sher dekh liya 

dekh liya dekh liya

dekh liya ji dekh liya 

gar sachche ho dilwale, to baat hamari mano 

ye nakli bhesh utar, aur hamse bair na thano 

rae baah baah ka baat kar diya 

gar sachche ho dilwale, to baat hamari mano 

ye nakli bhesh utar, aur hamse bair na thano

kaisi bhali ye man ki gali rae ab to 

are ab to hame pahchano

are ja ja ja na chhed maan bhi ja 

hame ffir fir na gher maan bhi ja 

kahi bigade na sher maan bhi ja 

ho kahi bigade na sher maan bhi ja

agu bai agu bai ho

agu bai agu bai ho

Explore this song