Roman script

is mulakat ka bas maja lijiye

is mulakat ka bas maja lijiye

is mulakat ka bas maja lijiye 

aaj kee rat ka bas maja lijiye

is mulakat ka bas maja lijiye

dil kyon taras rahe hain

nagame baras rahe hain nagame baras rahe hain

to aisee barsat ka bas maja lijiye

is mulakat ka bas maja lijiye is mulakat ka

ishara kar raha hu ishara kar raha hu

magar mai dar raha hu

ke dekho range mehfil sambhalo sahab

ye dil hai teer maana na ban jaye ye nishana

bana hain pehan khwabon ka sehara

banee hai prit dulhan dulhan jamana hai dost dushman

to majja lijiye to majja lijiye

maja lijiye lijiye lijiye lijiye

dil kee barat ka majja lijiye

is mulakat ka bas maja lijiye

aaj kee rat ka bas maja lijiye

bahut bechain ham hain bahut bechain ham hain

gajal me sher kam hain

nahee ustad aaye koyi unko bulaaye

sunaaye aur kya abb samjah lo meraa matlab

koyee dhundo bahana bana daalo fasana

agar ham chup rahenge to sahab kya kahenge

to majja lijiye aise halat ka bas majja lijiye

is mulakat ka bas maja lijiye

suno suno

suno abb wakt kam hain magar jab tak ke dam hain

suke na taal taalee lagaon taan khalee

ruko ruko ham aa gaye hain sabhee ghabra gaye hain

nahee dar kee jarurat sama hai khubsurat

shuru ab khel hoga dilon ka mel hoga

toh maja lijiye lijiye lijiye

khulke har bat ka maja lijiye

is mulakat ka bas maja lijiye 

is mulakat ka bas maja lijiye

is mulakat ka bas maja lijiye

is mulakat ka bas maja lijiye

Explore this song