Roman script

ishq na kar ke dariyo ishq hi kariyo na

mar gaye ishq mein aashiq aashiq baniyo na

mar gaye ishq mein aashiq kitne aashiq baniyo na

ishq kabhi kariyo na ishq kabhi kariyo na

ishq da rasta bada kathin ye rasta badhhiyo na

ishq kabhi kariyo na ishq kabhi kariyo na

ishq kabhi kariyo na ishq kabhi kariyo na

jogiyon ko haay jaise jog lag jate hain

aashiqon ko pyar wale rog lag jate hain

rog lag jate hain rog lag jate hain

akhiyon hi akhiyon mein raat kat jati hai

bhukh mar jati hai nind loot jati hai

dil na chain se jine dega dil ki suniyo na

ishq kabhi kariyo na ishq kabhi kariyo na

ishq kabhi kariyo na ishq kabhi kariyo na

dil wala dhundhta hai dil ka thikana

galiyon mein ghumta hai banke diwana

sine mein lagne de duniya ke tane

bante hain ban jane dein sau fasane

baat bane to thhik warna zid pe adiyon na

ishq kabhi kariyo na ishq kabhi kariyo na

ishq kabhi kariyo na ishq kabhi kariyo na

mar gaye ishq mein aashiq kitne aashiq baniyo na

ishq da rasta bada kathhin ye rasta badhhiyo na

ishq kabhi kariyo na ishq kabhi kariyo na 

ishq kabhi kariyo na ishq kabhi kariyo na 

ishq kabhi kariyo na ishq kabhi kariyo na

Explore this song