Roman script

chadha hai jo dil pe asar ab utar na paye

marne ka jee kare kyun haan jeeya na jaye

chadha hai jo dil pe asar ab utar na paye

marne ka jee kare kyun haan jeeya na jaye

hai laal rang to ishq ka naino ko laal hi bhaye

jahan dekhun laal laal laal

laal hi dikh jaye, laal hi dikh jaye

hai ishq mein laakho khubiya

ishq fobiya kyun phir ishq fobiya

ishq fobiya kyun phir ishq fobiya

ishq fobiya kyun phir ishq fobiya

jaha tere nishan waha mere kadam

marji bina uth jate hai

jaha tere nishan waha mere kadam

marji bina uth jate hai

dil to gudda gudiya, bane chhella chhaliyan

apni hi duniya basate hai

dariya hai dariya hai ishq to ye dariya hai

dariya hai dariya hai ishq to ye dariya hai

doob ke bhi jana aur bachke bhi aana

hai ishq mein lakho khubiya

ishq fobiya kyun phir ishq fobiya

ishq fobiya kyun phir ishq fobiya

ishq fobiya kyun phir ishq fobiya

kitabe char padhi, padhe sab ved puran

dhaai na aakhar padh paye

kitabe char padhi, padhe sab ved puran

dhai na aakhar padh paye

na jana dard kabhi, na jana marz kabhi

humsa na koi kar paya

aakhar hai aakhar hai ishq dhai aakhar hain

aakhar hai aakhar hai ishq dhai aakhar hain

padhe se hi jaane aur nibhe se hi maane

hai ishq mein laakho khubiya

ishq fobiya kyun phir ishq fobiya

ishq fobiya kyun phir ishq fobiya

ishq fobiya kyun phir ishq fobiya

Explore this song