Lyrics

main to ho jaati hoon jobless, thodi bordam thodi madness, sab kuchh sentty lagta hain, empty empty lagta hai, hmmm, ye hai side effect of payaar, jab kiya to hoja taiyar, we call it love, ye feeling to best hai yaar, jab kiya to haja taiyar, because it love, payaar mein hai kit kit, par karna jaroor hai, chahe jaau peet, haan marna jarur hai, ho payaar mein hai kit kit, par karna jaroor hai, chahe jaau peet, haan marna jaroor hai, phone tad tad ke, neend gayi bhad mein, hmmm, bin bole vapidness yaar, he is your lakho ka star, we call it love, ye feeling to best hai yaar, jab kiya to ho ja taiyar, we call it love, payaar to hai tension, par haan ji haan kabool hai, jab feel ho connection, to logic sab fizool hai, ho payaar to hai tension, par haan ji haan kabool hai, jab feel ho connection, to logic sab fizool hai, dhundho dekh bhaal ke, janch padtaal ke, hmmm jab dil bole, this is payaar, hoga ajab sa bhoot sawaar, we call it love, ye feeling to best hai yaar, jab kiya to ho ja taiyar, we call it love

Song details

Artist: bollywood

singer: Akriti Kakar, Sukriti Kakar, Prakriti Kakar

movie: Milan Talkies (2019)