Roman script

ishk mein naam yu kar gaye 

ishk mein naam yu kar gaye

jalke parwane khud mar gaye 

ishk mein naam yu kar gaye 

alke parwane khud mar gaye

ishk mein naam yu kar gaye

aap bas muskurate rahe 

aap bas muskurate rahe

sare iljam ham par aa gaye

jalke parwane khud mar gaye

ishk mein naam yu kar gaye

umr bhar jo rahe badguma 

umr bhar jo rahe badguma

ro pade jab mere ghar gaye

jalke parwane khud mar gaye

ishk mein naam yu kar gaye

unke daman mein khushiya rahe 

unke daman mein khushiya rahe

mere pehalu mein gum bhar gaye

jalke parwane khud mar gaye 

ishk mein naam yu kar gaye

aapko thi hamari kasam 

aapko thi hamari kasam

aap kyu dil se bahar gaye

jalke parwane khud mar gaye 

ishk mein naam yu kar gaye

jalke parwane khud mar gaye 

ishk mein naam yu kar gaye

ishk mein naam yu kar gaye

Explore this song