Roman script

is pyar ne rahat ha is pyar ne rahat se 

begana bana dhala arman bhare dil ko

virana bana dhala arman bhare dil ko

kis haal me rehta hu ab unki bala jane

diwana banana tha diwana banana tha

diwana bana dhala diwana banana tha

diwana bana dhala is pyar ne rahat se

malum to ho jata kya dard judai hai

kyo unko bhi ulfat ne mujhsa na bana dhala

kyo unko bhi ulfat ne kismat ne diya

us shama ki auro ko

jalne ke liye mujhsa parvana bana dala

jalne ke liye mujhsa parvana bana dala

parvana bana dala is pyar ne rahat se 

begana bana dhala is pyar ne rahat se

Explore this song