Roman script

soch tha kya...
kya ho gaya 
kya ho gaya 
mera naseeb yaar yahi 
mera naseeb yaar yahi
kaha so gaya kaha kho gaya 
kaha so gaya kaha kho gaya
soch tha kya...
kya ho gaya 
kya ho gaya 
ummeede gayi sab sahare gaye 
wo baaatein gayi wo ishare gaye 
ummeede gayi sab sahare gaye 
wo baaatein gayi wo ishare gaye
dagaa deke apne wo pyare gaye 
hum gareeb bemaut maare gaye 
soch tha kya...
kya ho gaya 
kya ho gaya
naye armaan bhari zindgani abhi 
hai aankhein kisi se ladaani abhi 
naye armaan bhari zindgani abhi 
hai aankhein kisi se ladaani abhi
mare khinchte hai jawaani abhi 
soch tha kya...
kya ho gaya 
kya ho gaya 
mera naseeb yaar yahi 
mera naseeb yaar yahi
kaha so gaya kaha kho gaya 
kaha so gaya kaha kho gaya

Song details

Song video

Watch on YouTube