Roman script

irada na tha aap se pyar ka

magar ho gaya dil ye sarkar ka

hamesa rahe lab pe inkar hi

maja tab hi aata hai ikrar ka

irada na tha aap se pyar ka

magar ho gaya dil ye sarkar ka

hamesa rahe lab pe inkar hi

maja tab hi aata hai ikrar ka

irada na tha aap se pyar ka

ye mahfil nayi or ye jalve tere

rahu hosh me khuda na kare

duaa kar rahi hu yahi har gadi

ye najro ki bijli bhi mujpe gire

ye  mujpe gire

nigaho me thame najara nahi

magar dil me arman hai didar ka

magar dil me arman hai didar ka

irada na tha

tujhe kya batau mai aye najabi 

hajaro me lakho me tu hai hasi

ye jame najar ki kasam hai mujhe

mai pita hu lekin sharabi nahi

sharabi nahi

ghtaye na bahla sakengi hume

mai divana hu julfe dildar ka

irada na tha

Explore this song