Roman script

intzar ka aalam tanhayi aur hum 

hone laga dard jawa 

ham hai yaha tu hai kaha aaja aaja 

intzar ka aalam tanhayi aur hum 

hone laga dard jawa 

hum hai yaha tu hai kaha

aaja aaja intzar ka aalam

nazar pathar se takrai palat ke har sada aayi

mujhe diwana kar degi ye khamoshi ye tanhayi

milta nahi tera nisha hum hai yaha tu hai kaha 

aaja aaja intzar ka aalam

tujhe dil ne pukara hai ke tu dil ka sahara hai

tere kadmo me mar jana mujhe jeene se pyara hai

chhane laga gum ka sama hum hai yaha tu hai kaha 

aaja aaja intzar ka aalam

Explore this song