Roman script

insaniyat hi sabse pahla dharam hai insan ka

iske bad hi panna kholo geeta or kuran ka

kaun sa garnth ye kahta hai ye tera hai ye mera hai

sab hi sant kahe ye dunia char dino ka dera hai

yahi char din jiyo pyar se kyu khatra ho jan ka

iske bad hi panna kholo geeta or kuran ka

insaniyat hi sabse pahla dharam hai insan ka

pyar hi hai insan ka majhab

har bhasha ka matlab pyar

pyar hi hai insan ka majhab

har bhasha ka matlab pyar

ram rahim isha or nanak

pyar ki beena ke hai tar

dharm ke nam pe jhagda karna

kam hai ye shaitan ka iske bad hi panna kholo

geeta or kuran ka insaniyat hi sabse pahla 

dharam hai insan ka

jago warna dunia ka gulshan virana ho jayega

maut ki jeet me har ek insan bematlab so jayega

kuch na rahega kuch na bachega

itne bade jahan ka iske bad hi panna kholo

geeta or kuran ka

Explore this song