Roman script

insaf ke maro ko rone na kabhi dena 
saitan ki satta dharti pe hone na kabhi dena ya rab
aadmi hi aadmi ko chhal rah hai aadmi 
o aadmi hi aadmi ko chhal rah hai aadmi 
naa jane kis aag me ye jal raha hai aadmi 
kho gayi insaniyat hai aaj is daur me 
kho gayi insaniyat hai aaj is daur me 
kho gayi insaniyat hai aaj is daur me 
is daur is daur 
jane kis nakshekadam pe chal raha aadmi 
aadmi hi aadmi ko chhal rah hai aadmi 
o aadmi hi aadmi ko chhal rah hai aadmi 
naa jane kis aag me ye jal raha hai aadmi 
dard-e-gam kisko sunaye is jamane me kaha 
o dard-e-gam kisko sunaye is jamane me kaha 
dard-e-gam kisko sunaye is jamane me kaha 
me kaha me kaha 
lutne ki khatir khud hi lut raha hai aadmi 
aadmi hi aadmi ko chhal rah hai aadmi 
o aadmi hi aadmi ko chhal rah hai aadmi 
naa jane kis aag me ye jal raha hai aadmi

Song details

Song video

Watch on YouTube