Roman script

insaan kitne yug beete yuhi raha nadaan 
yuhi raha nadaan 
murkh hai insan bhagwan
bure bhale ka gayan rakhe na
apna gawaye dekho naam naam re
murkh hai insan bhagwan murkha hai insan
aap hi chun chun kate boye 
sare kuil ki laj duboye
paap ko man ka boj na jane 
dharti pal pal fut ke roye
dharti pal pal fut ke roye
kaisa zamana aaya ram ram ram re
murkh hai insan bhagwan
murkh hai insan bhagwan
dukh bhi jhele dard paye
phir bhi papi baaj na aaye
pag pag bhatke rah na sujhe
man ka adhera badhta jaye
man ka adhera badhta jaye
khoya ujala chhayi syam syam re 
murkh hai insan bhagwan
murkh hai insan bhagwan

Song details

Song video

Watch on YouTube