Roman script

ilaahi kaash gam-e-ishq kaam kar jaaye

ilaahi kaash gam-e-ishq kaam kar jaaye

jo kal guzarni hai mujhpe abhi guzar jaaye

jo kal guzarni mujhpe abhi guzar jaaye

tamam, tamam umr rahe hum to khair kaanto me

tamam umr rahe hum to khair kaanto me

khuda kare tera daaman gulo se bhar jaaye

khuda kare tera daaman gulo se bhar jaaye

zamana ahal e khirad se to ho chuka maayus

zamana, zamana, zamana

ahal e khirad se to ho chuka maayus

ajab nahi koi diwaana kaam kar jaaye

ajab nahi koi diwaana kaam kar jaaye

ajab nahi 

humara hashr to jo kuch hua hua lekin

duayen hain, duayen hain 

ki teri aake baat sanwar jaaye

duayen hain 

nigaahe ae

nigaah-e-shauq wahi hai nigaah-e-shauq shamim

nigaah-e-shauq wahi hai nigaah-e-shauq shamim

jo ek baar rukhe yaar par thahar jaaye

jo ek baar

ilaahi, ilaahi kaash gam-e-ishq kaam kar jaaye

ilaahi kaash

Explore this song