Roman script

bada bewafa hai jise dil diya hai, hay kya kiya hai 
bada bewafa hai
vo waade bhi chhute vo kasame bhi chhuti
vo waade bhi chhute vo kasame bhi chhuti
mohabbat ki vo saari rasme bhi chhuti 
mohabbat ki vo saari rasme bhi chhuti 
hansaate hansaate rulaaya gaya hai 
bada bewafa hai 
use mujhse koi mohabbat nahi thi 
use mujhse koi mohabbat nahi thi 
banawat ki baaten ki chahat nahi thi 
banawat ki baaten ki chahat nahi thi
ummide dilakar mitaaya gaya hai 
bada bewafa hai

Song details

Song video

Watch on YouTube