Roman script

ik dil ka lagana baki tha, so dil bhi lagake dekh liya

takdir ka rona kam na huwa, aansu bhi bahake dekh liya

ik dil ka lagana

ik bar bhulana chaha tha sau bar wo humko yaad aaya

ik bhulanewale ko humane sau baar bhulake dekh liya

ik bhulanewale ko humane sau baar bhulake dekh liya

ik dil ka lagana

ab tak to samajh me aa na saka is dil ki tamannaye kya hai

sau baar, sau bar hansake dekh liya, sau baar rulake dekh liya

sau baar hansake dekh liya, sau baar rulake dekh liya

ik dil ka lagana baki tha, so dil bhi lagake dekh liya

ik dil ka lagana

Explore this song