Roman script

ibtedaye ishk me ham sari rat jage

allah jane kya hoga aage, oh maula jane kya hoga aage

dil me teri ulfat ke bandhne lage dhage

ibtedaye ishk me ham

kya kahu kuch kaha nahi jaye, bin kahe bhi raha nahi jaye

rat bhar karvat mai badalu, dard dil kaa saha nahi jaye

nind meri aankho se dur dur bhage

allah jane kya hoga aage, oh maula jane kya hoga aage

dil me teri ulfat ke bandhne lage dhage

allah jane kya hoga aage, oh maula jane kya hoga aage

ibtedaye ishk me ham

dil me jagi prit ki jwala, jabse maine hosh sambhala

mai hu tere pyar ka saman, tu mera rahi matwala

mere man ki vina me tere rag jage

allah jane kya hoga aage, oh maula jane kya hoga aage

dil me teri ulfat ke bandhne lage dhage

allah jane kya hoga aage, oh maula jane kya hoga aage

ibtedaye ishk me ham

tune jab jab aankh milayi, dil se ek awaj ye aayi

chal ke aab taro me rahenge, pyar ke ham do saudayi

mujhko teri surat chandani rat lage

allah jane kya hoga aage, oh maula jane kya hoga aage

ibtedaye ishk me ham sari rat jage

allah jane kya hoga aage, oh maula jane kya hoga aage

ibtedaye ishk me ham sari rat jage

allah jane kya hoga aage, oh maula jane kya hoga aage

ibtedaye ishk me ham

Explore this song