Roman script

hamne teri jafa ka wafa naam rakh diya

rakhna to naam aur tha kya naam rakh diya 

hamne teri jafa ka wafa naam rakh diya

banda nawab bole kya naam rakh diya

hamne teri wafa ka jafa naam rakh diya

ab se na ham karenge hasino ka aitbar ab se 

na ham karenge

hasino ka aitbar hasino ka aitbar

hamne to aashiqi ka saja naam rakh diya

rakhna to naam aur tha kya naam rakh diya

hamne teri jafa ka  wafa naam rakh diya

ham khub jante hai

teri aahiqi hai kya ham khub jante hai

teri aahiqi hai kya teri aashiqi hai kya

choti si arzoo ka bada naam rakh diya

banda nawab bole kya naam rakh diya

hamne teri wafa ka jafa naam rakh diya

jab julf ki ghataye fiza me bikhar gayi

jab julf ki ghataye fiza me bikhar gayi

fiza me bikhar gayi hamne tumhara

Explore this song