Roman script

hum ne bhi pyar kiya  
hum ne bhi pyar kiya  
pyar kiya  pyar kiya  
hum ne bhi pyar kiya  
pyar kiya  pyar kiya  
hum ne bhi pyar kiya  
chandani raat chala chand se milane 
ho chakor raat bhar ud ke thaka 
pa na saka ho ho gai bhor 
bigadi kismat ne yun hi 
hamko lachar kiya 
hamko lachar kiya 
hum ne bhi pyar kiya  
pyar kiya  pyar kiya  
hum ne bhi pyar kiya  
ho diya muft mein dil hath laga kuch bhi nahi
dil mein kya kya na tamannaye thi 
kiya kuch bhi nahi 
ab ye hai soch jo kuch kiya 
bekar kiya kiya bekar kiya
hum ne bhi pyar kiya  
pyar kiya  pyar kiya  
hum ne bhi pyar kiya  
bhaware gata hua jo pahuncha
to kali khil ke hansi 
bebasi dekh ke dono ki jawani ro di 
abbhi pura na hua jo kuch ikrar kiya
jo kuch ikrar kiya 
hum ne bhi pyar kiya  
pyar kiya  pyar kiya  
hum ne bhi pyar kiya  
hum ne bhi pyar kiya

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Mohammed Rafi, Geeta Dutt, Lata Mangeshkar