Roman script

hamko hone laga hai pyar tumpe 

hamko hone laga hai pyar tumpe 

ooi amma ooi amma ooi am ama ooi am ama

dil ko aane laga karar tumse

dil ko aane laga karar tumse

priyatma priyatma priyatma priyatma

hue jate hai hum to diwane

ho chede aankho ne teri afsane

hue jate hai hum to diwane

ho chede aankho ne teri afsane

kiya jadu ye teri ada ne wafa ne

bhawre bhi ban gaye parwane

mere dil ne pukara mere dil ne pukara

kya kya kya hamko hone laga hai pyar tumpe 

ooi amma ooi amma ooi am ama ooi am ama

apne kadmo ka bosa hi dede

ham kab se baithe hai teri raho me

apne kadmo ka bosa hi dede

ham kab se baithe hai teri raho me

kahu kaise machalne laga hai

ye dil bhi aane ko teri baho me

mere dil ne pukara mere dil ne pukara 

kya kya kya dil ko aane laga karar tumse

priyatma priyatma priyatma priyatma

tanhayi jab dil pe ghir aaye

tab jana hum bhi hai tere saudai

tanhayi jab dil pe ghir aaye

tab jana hum bhi hai tere saudai

hum tumse tum humse ho raji 

to bolo ab bajegi kab sahnayi

mere dil ne pukara mere dil ne pukara 

kya kya kya hamko hone laga hai pyar tumpe 

ooi amma ooi amma ooi am ama ooi am ama

dil ko aane laga karar tumse

priyatma priyatma priyatma priyatma

Explore this song