Roman script

hum tum mile yun pyaar mein

mitne lagi tanhaaiyaan

hum tum mile yun pyaar mein

mitne lagi tanhaaiyaan

ab hai nahin kuch faasle

ab hai nahin kuch faasle

bas pyaar hi hai darmiyaan

hum tum mile yun pyaar mein

mitne lagi tanhaaiyaan

kismat mein hi tha tumse milna

pyaar bana pyaara bahaana

o, mohabbat nigaahon mein palne lagi

tujhe zingdi khke bulane lagi

meri priya,meri priya,o meri priya

hum tum mile yun pyaar mein

mitne lagi tanhaaiyaan

duniya rhegi jb tk ye hamdam

yun hi rhenge tere sada ham 

ho mohabbat duaayen karne lagi

saato janam ye maangne lagi

tujhe priya,meri priya,ho meri priya

hum tum mile yun pyaar mein

mitne lagi tanhaaiyaan

ab hai nhi kuch faasle,ab hai nhi kuch faasle

bs pyaar hi hai darmiya

hum tum mile yun pyaar mein

mitne lagi tanhaaiyaan

ab hai nhi kuch faasle,ab hai nhi kuch faasle

bs pyaar hi hai darmiya

Explore this song